lagi lagan mori lagi piya ke sat
laagī lagan morī laagī piyā ke saat
sagare logan maañ kahe det hoñ mohan
laakh baat kī baat
nainan maañ tumheñ durā.e ke rakhūñ
laagī morī hī ghaat
ahad biito ahmad ban aayo
sukh kī bha.ī hai raat
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
baarā joban yūñhī jaat
lagi lagan mori lagi piya ke sat
sagare logan man kahe det hon mohan
lakh baat ki baat
nainan man tumhein durae ke rakhun
lagi mori hi ghat
ahad bito ahmad ban aayo
sukh ki bhai hai raat
kahat 'KHadim' apne safi sun
bara joban yunhi jat
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.