Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

gai yari chhuT hoye gai baalam

Makhdoom Khadim Safi

gai yari chhuT hoye gai baalam

Makhdoom Khadim Safi

ga.ī yaarī chhūT hoye ga.ī bālam

ham jaane piyā aur nehu

sab batiyāñ torī ho ga.iiñ jhuuT

dīnau ke saath parānoñ biitī

par sayyāñ mo se rahe haiñ ruuT

karam hamāre maañ yahī likhī thī

more man aasā ga.ī hai TuuT

kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

torī Dagar maañ gayhoñ maiñ luuT

gai yari chhuT hoye gai baalam

hum jaane piya aur nehu

sab batiyan tori ho gain jhuT

dinau ke sath paranon biti

ta par sayyan mo se rahe hain ruT

karam hamare man yahi likhi thi

more man ki aasa gai hai TuT

kahat 'KHadim' apne safi sun

tori Dagar man gayhon main luT

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now