are har aae more parson
are har aa.e more parsoñ
payyāñ lāgūñ ghaḌī ghaḌī barsoñ
bālam aa.e chain paḌī hai
nā jānūñ kaun nagar soñ
aise samay meñ aa.e ga.e haiñ
jaane na dūñgī kabhī ghar soñ
aas birhan kī puurī bha.ī hai
kahat 'ḳhādim' apne har soñ
are har aae more parson
payyan lagun ghaDi ghaDi barson
baalam aae chain paDi hai
na jaanun kaun nagar son
aise samay mein aae gae hain
jaane na dungi kabhi ghar son
aas birhan ki puri bhai hai
kahat 'KHadim' apne har son
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.