Sufinama

pyare nuri ankhiya niki lagin

Makhdoom Khadim Safi

pyare nuri ankhiya niki lagin

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    pyāre nuurī añkhiyā niikī lāgīñ

    tanī phir ke dekho dīdār

    tirchhī najar mohe pyārī lagt hai

    kaun kahe baar baar

    in nain maiñ maarī marat huuñ

    man se karat huuñ pyaar

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    ham se karo takrār

    pyare nuri ankhiya niki lagin

    tani phir ke dekho didar

    tirchhi najar mohe pyari lagt hai

    kaun kahe bar bar

    in nain ki main mari marat hun

    man se karat hun pyar

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    hum se karo na takrar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now