mohe aaj aTak ho kaun syam
mohe aaj aTak ho kaun syaam
tum baḌe ho khilāḌī dekhat ho sab
haiñ jag maañ bahuterī naar
o re tarak tarkan ho jaihauñ
sach batlāo kyā hai naam
sautan ke tum girdā lagt ho
ham se tumheñ kyā kaam
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
dekh liyā maiñ piir nijām
mohe aaj aTak ho kaun syam
tum baDe ho khilaDi dekhat ho sab
hain jag man bahuteri nar
o re tarak tarkan ho jaihaun
sach batlao kya hai nam
sautan ke tum girda lagt ho
hum se tumhein kya kaam
kahat 'KHadim' apne safi sun
dekh liya main pir nijam
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.