Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

tere nainon mein kajar kala

Makhdoom Khadim Safi

tere nainon mein kajar kala

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    tere nainoñ meñ kājar kaalā

    kājar lagā ke ham ghālā

    ajpā jaap nisdin ham japat haiñ

    koī jape tasbī koī jape maalā

    laakh kahūñ morī ek na māniyo

    kin bātan par bhūle ho laalā

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    pem phandā kaahe ko Daalā

    tere nainon mein kajar kala

    kajar laga ke hum ka ghaala

    ajpa jap nisdin hum japat hain

    koi jape tasbi koi jape mala

    lakh kahun mori ek na maniyo

    kin baatan par bhule ho lala

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    pem ka phanda kahe ko Dala

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now