Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

wo to bol raha har ghaT mein

Makhdoom Khadim Safi

wo to bol raha har ghaT mein

Makhdoom Khadim Safi

vo to bol rahā har ghaT meñ

dil ke phañsā ghuñghaT meñ

jin DhūñDhā unhīñ ne paayā

ham to dekh liyā jhaT-paT meñ

jo chāhat so vahī karat hai

aisī baat kahāñ naT meñ

kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

kaun paḌe more khaT-khaT meñ

wo to bol raha har ghaT mein

dil ja ke phansa ghunghaT mein

jin DhunDha unhin ne paya

hum to dekh liya jhaT-paT mein

jo chahat so wahi karat hai

aisi baat kahan naT mein

kahat 'KHadim' apne safi sun

kaun paDe more khaT-khaT mein

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now