Sufinama

nijamuddin mahbub-e-ilahi

Makhdoom Khadim Safi

nijamuddin mahbub-e-ilahi

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    nijāmuddīn mahbūb-e-ilāhī

    morī bhayyāñ tum gah lenī

    tumhre charan chhoḌ maiñ kit jā.ūñ

    man-mānī soī kahenī

    sagarī jo nar morī rañg maañ boriyo

    aur uḌāyo rañg bhīnī

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    haiñ karam meñ hiinī

    nijamuddin mahbub-e-ilahi

    mori bhayyan tum gah leni

    tumhre charan chhoD main kit jaun

    man-mani soi kaheni

    sagari jo nar mori rang man boriyo

    aur uDayo rang bhini

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    na hain karam ki mein hini

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now