mori nai lagiya ki dhum
morī na.ī lagiyā kī dhuum
payyāñ paḌūñ sayyāñ se bolūñgī
jo sautan kī tum kabhī sunoge
maiñ birhan bas gholūñgī
chāho piyā maano chāho na maano
phir kabhī ghar aane na dūñgī
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
hañs hañs ghūñghaT kholuñgī
mori nai lagiya ki dhum
payyan paDun sayyan se bolungi
jo sautan ki tum kabhi sunoge
main birhan bas gholungi
chaho piya mano chaho na mano
phir kabhi ghar aane na dungi
kahat 'KHadim' apne safi sun
hans hans ghunghaT kholungi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.