shyam sundar matware mohan
shyām sundar matvāre mohan
morī bas kar bhayyāñ gahī
bin dekhe mohe kal na paḌat hai
kuchh nahīñ jaat kahī
bipat chhupā.e chhupat nahīñ mohan
yahī samajh ke rahī
chhal kī batiyāñ bahut ham dekhīñ
ab nahīñ jaat sahī
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
dubidhā man kī duur bha.ī
shyam sundar matware mohan
mori bas kar bhayyan gahi
bin dekhe mohe kal na paDat hai
kuchh nahin jat kahi
bipat chhupae chhupat nahin mohan
yahi samajh ke rahi
chhal ki batiyan bahut hum dekhin
ab nahin jat sahi
kahat 'KHadim' apne safi sun
dubidha man ki dur bhai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.