Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

shah safi piya choliya hamari

Makhdoom Khadim Safi

shah safi piya choliya hamari

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    shaah safī piyā choliyā hamārī

    apne haath se dho.e da.ī

    jitne daaġh choliyā maañ paḌe the

    kaayā palaT kar ke mohe da.ī

    aise rañgrej ke charnan lipTī

    apne rañg maañ bhijo.e da.ī

    pītam ke anchhar Dhaa.ī batā.e

    honī thī huī so ho.e da.ī

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    dubidhā man kho.e da.ī

    shah safi piya choliya hamari

    apne hath se dhoe dai

    jitne dagh choliya man paDe the

    kaya palaT kar ke mohe dai

    aise rangrej ke charnan lipTi

    apne rang man bhijoe dai

    pitam ke anchhar Dhai batae

    honi thi hui so hoe dai

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    dubidha man ki khoe dai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now