sipahya jaane na dungi
sipahyā jaane na dūñgī
morī torī piit ik 'ālam jānat
koī pūchhe kyā kahūñgī
ham kā chhāñḌ sautan ghar jaiho
phir kab.hūñ aane na dūñgī
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
kehū se piit lagāne na dūñgī
sipahya jaane na dungi
mori tori pit ek 'alam jaanat
koi puchhe kya kahungi
hum ka chhanD sautan ghar jaiho
phir kabhun aane na dungi
kahat 'KHadim' apne safi sun
kehu se pit lagane na dungi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.