manmohan more man man basat hain DhunDh bhiri jag sara ri

manmohan more man man basat hain DhunDh bhiri jag sara ri
Makhdoom Khadim Safi
MORE BYMakhdoom Khadim Safi
manmohan more man maañ basat haiñ DhūñDh bhiri jag saarā rī
jab se jaanā tab se pahchānā mukh par nuur birāje jī
mohini sūrat ras bharī mūrat aisā hai pyārā hamārā rī
apne maañ dekhā apne maañ paayā nainan kājar birāje jī
apnā naam niranjan nij ke nabī naam dharāyā rī
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ khar ghar nand badhāyā jī
shyām sundar kī chhab se nyāri kaisā banā matvārī
manmohan more man man basat hain DhunDh bhiri jag sara ri
jab se jaana tab se pahchana mukh par nur biraje ji
mohini surat ras bhari murat aisa hai pyara hamara ri
apne man dekha apne man paya nainan kajar biraje ji
apna nam niranjan nij ke nabi nam dharaya ri
kahat 'KHadim' apne safi sun khar ghar nand badhaya ji
shyam sundar ki chhab se nyari kaisa bana matwari
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.