Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

main kaise kahun mora pas hai sayyan

Makhdoom Khadim Safi

main kaise kahun mora pas hai sayyan

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    maiñ kaise kahūñ morā paas hai sayyāñ

    apne sayyāñ maiñ dekhā gusayyāñ

    morī sūrat sā.īñ sūrat

    Daare phirat nisdin gale bahiyāñ

    vujūd mohammad maujūd hai mohan

    ahad ahmad eke haiñ guiyāñ

    main kaise kahun mora pas hai sayyan

    apne sayyan ka main dekha gusayyan

    mori surat sain ki surat

    Dare phirat nisdin gale bahiyan

    wujud mohammad maujud hai mohan

    ahad ahmad eke hain guiyan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now