main to lai hun basant ka gaDwa banae
maiñ to laa.ī huuñ basañt kā gaḌvā banā.e
laakh kahī ko.ū ek na manhū
phūlan sej meñ dehūñ bichhā.e
rañg ruup jo mujh meñ hue haiñ
sovat bālam meñ lehauñ jagā.e
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
haar hamel garī dehūñ pahnā.e
main to lai hun basant ka gaDwa banae
lakh kahi kou ek na manhu
phulan sej mein dehun bichhae
rang rup jo mujh mein hue hain
sowat baalam mein lehaun jagae
kahat 'KHadim' apne safi sun
haar hamel gari dehun pahnae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.