bhala hua dubidhai chhuTi
bhalā huā dubidhā.ī chhūTī
pahle thī sab sudhā budh jhūñTī
laakh log sab dekh rahe haiñ
ham to pahne sone kī añgūThī
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
apne laḌkan kā pilā.e devan ghoñti
bhala hua dubidhai chhuTi
pahle thi sab sudha budh jhunTi
lakh log sab dekh rahe hain
hum to pahne sone ki anguThi
kahat 'KHadim' apne safi sun
apne laDkan ka pilae dewan ghonti
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.