Font by Mehr Nastaliq Web

gagar dhar sar par panihaaran

Makhdoom Khadim Safi

gagar dhar sar par panihaaran

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    gāgar dhar sar par panihāran

    kaisī banī ban aa.ī re

    pem gagrī neh rasrī

    kaunā bhar laa.ī re

    aapī gāgar aapī panihāran

    aapī kuñvar kanhā.ī re

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    kahāñ DhūñDhan koi jaa.ī re

    gagar dhar sar par panihaaran

    kaisi bani ban aai re

    pem ki gagri neh ki rasri

    kauna si bhar lai re

    aapi gagar aapi panihaaran

    aapi kunwar kanhai re

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    kahan DhunDhan koi jai re

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now