Sufinama

so gah leni bahiyan hamari

Makhdoom Khadim Safi

so gah leni bahiyan hamari

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    so gah lenī bahiyāñ hamārī

    chhelvā ne raar machā.ī

    rūp-sarūp se sayyāñ ban aa.e

    mohini sūrat dikhā.ī

    khol ghuñghaT mero man har lenā

    mohe sovat aan jagā.ī

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    maiñ ne dekhīñ torī chaturā.ī

    so gah leni bahiyan hamari

    chhelwa ne rar machai

    rup-sarup se sayyan ban aae

    mohini surat dikhai

    khol ghunghaT mero man har lena

    mohe sowat aan jagai

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    main ne dekhin tori chaturai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now