rag kafi- hari hari japleni ausar bite jay
hari hari japlenī ausar biite jaay
jo din gaye so phir nahiñ aaveñ
kari vichār man laay
ye jag baajī sāñch na jaano
tāmeñ mat bharmay
koī kisī kā hai nahīñ baure
nāhak liye lagāy
ant samay koī kaam na aaveñ
jab yamdeñ baurāy
charanadās kahaiñ 'sahjo' baa.ī
satsañgat sharnāy
hari hari japleni ausar bite jay
jo din gaye so phir nahin aawen
kari wichaar man lay
ye jag baji sanch na jaano
tamen mat bharmay
koi kisi ka hai nahin baure
nahak liye lagay
ant samay koi kaam na aawen
jab yamden bauray
charanadas kahain 'sahjo' bai
satsangat sharnay
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.