rag bhairaw titala - nam let dukh Trat maun dil KHwaja
naam let dukh Trat maun dil ḳhvāja
saras hot sukh parsat hī dargāh raushan janbīr
dastgīr haajī un ke karat man chīte kaajā
chistī chirāg atā diin ujāre bhaar
to pai raTat kīnau islām kufar bhājā
'tansen' sevak kauñ rahm kar kījiye dīn-īmān
garīb-nāvāj sī karatā jā hit-patī raajā
nam let dukh Trat maun dil KHwaja
saras hot sukh parsat hi dargah raushan janbir
dastgir haji un ke karat man chite kaja
chisti chirag ata din ujare bhaar
to pai raTat kinau islam kufar bhaja
'tansen' sewak kaun rahm kar kijiye din-iman
garib-nawaj si karata ja hit-pati raja
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.