upalanbh - ari hum jat rahin Dagri-Dagri
arī ham jaat rahīñ Dagrī-Dagrī yahi gagrī siis dharaiñ magrī
hamhiñ dekh daurau ekTak gorī anaiñT kīnīñ sagarī
jamunā jaan dei nahiñ jal kauñ nāhiñn phiran dei nagrī
achgarī bāteñ karat hañsī kī murlī adhar dharaiñ ThaḌau pag rī
aho jasodā sunau kaañh kī lok-lāj-kīrati bigrī
'tānsen' parbhu saban meñ aguvā aisau DhīTh ko.ū nāñhin yā jag rī
ari hum jat rahin Dagri-Dagri yahi gagri sis dharain magri
hamhin dekh daurau ekTak gori anainT kinin sagari
jamuna jaan dei nahin jal kaun nahinn phiran dei nagri
achgari baaten karat hansi ki murli adhar dharain ThaDau pag ri
aho jasoda sunau kanh ki lok-laj-kirati bigri
'tansen' parbhu saban mein aguwa aisau DhiTh kou nanhin ya jag ri
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.