rag bhairaw titala - mahammad nawi hawib allah ke sah mardan
mahammad navī havīb allāh ke saah mardān
alī valī marad kufar dāridr-haran hajrat hasan bujrak imaam
sansār ke sāhab husain saiyad sāhjāde
zain-ul-ābidīn dīnparnā mahammad banā kar
kartār kiine manchīte karan kaam
hajrat jāfar sādak sāñchau sīdak imaam mulkājam hajrat
alī bin musīr-rajā jākau daras deikhaiñ jaay dāridr daam
hajrat takī alī-nakī hajrat hasan masgarī imaam mahammad
meñhandī sāhab jamān dai sukh sañpati-sañtati rākhau tihulok naam
ḳhvāja piir nijāmuddīn auliyā tū sattār
parvardigār karīm rahīm dariyā.ī piir raushan gaajī dhaam
haidar rasūl ġhaus qutbuddīn alla fakīr
tansen kauñ dījai rāg-rañg tiin graam
mahammad nawi hawib allah ke sah mardan
ali wali marad kufar daridr-haran hajrat hasan bujrak imam
sansar ke sahab husain saiyad sahjade
zain-ul-abidin dinparna mahammad bana kar
kartar kine manchite karan kaam
hajrat jafar sadak sanchau sidak imam mulkajam hajrat
ali bin musir-raja jakau daras deikhain jay daridr dam
hajrat taki ali-naki hajrat hasan masgari imam mahammad
meinhandi sahab jaman dai sukh sanpati-santati rakhau tihulok nam
KHwaja pir nijamuddin auliya tu sattar
parwardigar karim rahim dariyai pir raushan gaji dham
haidar rasul ghaus qutbuddin alla fakir
tansen kaun dijai rag-rang tin gram
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.