ragini ToDi chautal - tain kahun dekhyauri banmali aali bansi bajay man lae gayou
taiñ kahuñ dekhyaurī banmālī aalī bansī bajāy man lae gayou
dhuni suni kal na parat nisi-din un bin
nain tarsat bin deikhaiñ Taunā sau jantr-mantr kachhu kari gayou
jan nahi dekhat chhin na suhāvat bhāvat nahi geh
mere nainan meñ aTak gayou
'tansen' mainan kī mūrat koTi baari Dārauñ
sāñvarī sūrat jiai basi gayou
tain kahun dekhyauri banmali aali bansi bajay man lae gayou
dhuni suni kal na parat nisi-din un bin
nain tarsat bin deikhain Tauna sau jantr-mantr kachhu kari gayou
jan nahi dekhat chhin na suhawat bhawat nahi geh
mere nainan mein aTak gayou
'tansen' mainan ki murat koTi bari Daraun
sanwari surat jiai basi gayou
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.