moe mar gayo dekho ri sakhi ek bar ko sayyad ajmeri
Interesting Fact
در شان غریب نواز خواجہ معین الدین چشتی (اجمیر-راجستھان)
mo.e maar gayo dekho rī sakhī ik baar ko sayyad ajmerī
pathrā.e ga.iiñ āñkheñ morī ab jaan ke uupar aa.e banī
mo.e maar gayo dekho rī sakhī ik baar ko sayyad ajmerī
ai sabā ba-kun paiġhāmbarī kahiyo un se ai sarv-e-sahī
az haal qatīlāñ be-ḳhabarī kah kāran sadā bisrā.e de.ī
mo.e maar gayo dekho rī sakhī ik baar ko sayyad ajmerī
mahbūb-e-ḳhudā maqbūl-e-ḳhudā sultān mu'īnuddīn chishtī
'imdād' kī jaañ ho tum pe fidā idhar bhī nigāh-e-lutf-e-zarī
mo.e maar gayo dekho rī sakhī ik baar ko sayyad ajmerī
moe mar gayo dekho ri sakhi ek bar ko sayyad ajmeri
pathrae gain aankhen mori ab jaan ke upar aae bani
moe mar gayo dekho ri sakhi ek bar ko sayyad ajmeri
ai saba ba-kun paighambari kahiyo un se ai sarw-e-sahi
az haal qatilan be-KHabari kah karan sada bisrae dei
moe mar gayo dekho ri sakhi ek bar ko sayyad ajmeri
mahbub-e-KHuda maqbul-e-KHuda sultan mu'inuddin chishti
'imdad' ki jaan ho tum pe fida idhar bhi nigah-e-lutf-e-zari
moe mar gayo dekho ri sakhi ek bar ko sayyad ajmeri
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.