Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

aankhon se hai rang-e-mai-parasti paida

Ameer Minai

aankhon se hai rang-e-mai-parasti paida

Ameer Minai

MORE BYAmeer Minai

    āñkhoñ se hai rañg-e-mai-parastī paidā

    palkoñ se hai shān-e-pesh-dastī paidā

    kuchh hājat-e-mai nahīñ ki hai aap se aap

    un putliyoñ se hai syaah mastī paidā

    aankhon se hai rang-e-mai-parasti paida

    palkon se hai shan-e-pesh-dasti paida

    kuchh hajat-e-mai nahin ki hai aap se aap

    un putliyon se hai syah masti paida

    Source :
    • Book : Kalam-e-Ameer Minayee (Pg. 139)
    • Author : Ameer Minayee
    • Publication : Mashwara Book Dopt. Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now