han teri KHudi bhi falsafi achchhi hai
haañ terī ḳhudī bhī falsafī achchhī hai
mastoñ kī bhī kHū-e-be-hushī achchhī hai
'irfāñ na ho jis ko zāt-e-haq kā us kī
achchhī hai ḳhudī na be-ḳhudī achchhī hai
han teri KHudi bhi falsafi achchhi hai
maston ki bhi kHu-e-be-hushi achchhi hai
'irfan na ho jis ko zat-e-haq ka us ki
achchhi hai KHudi na be-KHudi achchhi hai
- Book : Intikhab-e-Kalaam-e-Maikash (Pg. 239)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.