sachchai samajhte ho jise hai wo KHwab
sachchā.ī samajhte ho jise hai vo ḳhvāb
do pal ke liye zinda hai ye misl-e-habāb
hai DhūñDhnā paanī kā 'abas sahrā meñ
dariyā jaisā duur se lagtā hai sarāb
sachchai samajhte ho jise hai wo KHwab
do pal ke liye zinda hai ye misl-e-habab
hai DhunDhna pani ka 'abas sahra mein
dariya jaisa dur se lagta hai sarab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.