labon tak jis ke yaro aa gaya hai jam waris ka
laboñ tak jis ke yaaro aa gayā hai jaam vāris kā
fanā fil-shaiḳh ho kar le gayā vo daam vāris kā
yahī hai rāt-din 'jañgalī' kā shaġhl-o-mashġhila yaaro
tasavvur bas rahā kartā hai sub.h-o-shām vāris kā
labon tak jis ke yaro aa gaya hai jam waris ka
fana fil-shaiKH ho kar le gaya wo dam waris ka
yahi hai raat-din 'jangali' ka shaghl-o-mashghila yaro
tasawwur bas raha karta hai subh-o-sham waris ka
- Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 119)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.