Font by Mehr Nastaliq Web

aaram na din ko be-qarari ke sabab

Khwaja Meer Dard

aaram na din ko be-qarari ke sabab

Khwaja Meer Dard

ārām na din ko be-qarārī ke sabab

ne raat ko chain āh-o-zārī ke sabab

vāqif na the ham to un se kabhū

ye kuchh dekhā so terī yaarī ke sabab

aaram na din ko be-qarari ke sabab

ne raat ko chain aah-o-zari ke sabab

waqif na the hum to un se kabhu

ye kuchh dekha so teri yari ke sabab

Source :
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now