jo suKHan-dan-e-fasahat hain unhen malum hai
jo suḳhan-dān-e-fasāhat haiñ unheñ ma.alūm hai
jaisā faiz-e-hazrat-e-yazdānī-e-marhūm hai
kyuuñ na chūmeñ bulbuleñ aa aa ke gulshan se qadam
chār-sū 'akbar' kī gulzār-e-suḳhan meñ dhuum hai
jo suKHan-dan-e-fasahat hain unhen malum hai
jaisa faiz-e-hazrat-e-yazdani-e-marhum hai
kyun na chumen bulbulen aa aa ke gulshan se qadam
chaar-su 'akbar' ki gulzar-e-suKHan mein dhum hai
- Book : Riyaz-e-Akbar: Asli Diwan-e-Akbar (Pg. 141)
- Author : Mohammad Akbar Warsi
- Publication : Matba Majidi, Meerut
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.