aaya hai jamali ye zamana kaisa
aayā hai 'jamālī' ye zamāna kaisā
nāyāb huā hai āb-o-dāna kaisā
hai peT ko roTī na badan ko kapḌā
rone se nahīñ farāġh gaanā kaisā
aaya hai 'jamali' ye zamana kaisa
nayab hua hai aab-o-dana kaisa
hai peT ko roTi na badan ko kapDa
rone se nahin faragh gana kaisa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.