duniya jise kahte hain wo hai naqsh-e-bar-ab
duniyā jise kahte haiñ vo hai naqsh-e-bar-āb
hai is meñ hayāt apnī ham-shakl-e-hubāb
dhokā khā jaate haiñ yahāñ par aksar
'ālī' dekho ye saarā 'ālam hai sarāb
duniya jise kahte hain wo hai naqsh-e-bar-ab
hai is mein hayat apni ham-shakl-e-hubab
dhoka kha jate hain yahan par aksar
'ali' dekho ye sara 'alam hai sarab
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 209)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.