akbar nahin dil mera kisi se bad-zan
'akbar' nahīñ dil merā kisī se bad-zan
maiñ dost huuñ us kā jo hai merā dushman
ye ilm hai jo karatā hai dil ko raushan
murshid ne paḌhāyā mujhe aḳhlāq kā fan
'akbar' nahin dil mera kisi se bad-zan
main dost hun us ka jo hai mera dushman
ye ilm hai jo karata hai dil ko raushan
murshid ne paDhaya mujhe aKHlaq ka fan
- Book : Jazbaat-e-Akbar
- Author :Shah Akbar Danapuri
- Publication : Agra Akhbar Press Agra (1915)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.