Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

jo khinch chuke hain garm-o-sard-e-duniya

Khwaja Ruknuddin Ishq

jo khinch chuke hain garm-o-sard-e-duniya

Khwaja Ruknuddin Ishq

MORE BYKhwaja Ruknuddin Ishq

    jo khīñch chuke haiñ garm-o-sard-e-duniyā

    kahte haiñ jahāñ meñ un ko mard-e-duniyā

    ham mard ginaiñ daftar dil se jo shaḳhs

    le phaaḌ ke pheñk devai fard-e-duniyā

    jo khinch chuke hain garm-o-sard-e-duniya

    kahte hain jahan mein un ko mard-e-duniya

    hum mard ginain daftar dil se jo shaKHs

    le phaD ke phenk dewai fard-e-duniya

    Source :
    • Book : Kulliyat-e-Ruknuddin Ishq aur Unki Hayat aur Shaeri (Pg. 454)
    • Author : Quraisha Husain
    • Publication : The Azad Press, Patna (1979)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now