assalaam ai vaaris-e-aalii-maqaam
assalaam ai vaaris-e-aalii-maqaam
assalaam ai rahmat-e-rabbul-anaam
assalaam ai sarvar-e-aalii-hasham
assalaam ai mamba-e-juud-o-karam
assalaam ai aasiyo.n ke mehrbaa.n
assalaam ai marham-e-dil-KHastagaa.n
merii ab sun liijiye ye iltijaa
aap ke dar par hai ye saa.el kha.Daa
rahm kun shaahaa.n ba-haal-e-be-kasaa.n
rahm kun ai vaaris-e-faKHr-e-zamaa.n
umr-bhar hotaa rahe mujh ko shahaa
raat-din nazzaara us dargaah kaa
zindagii-bhar ho tire dar pe qayaam
har tiraa 'mahtaab' darbaa.n sub.h-o-shaam
assalaam ai vaaris-e-aalii-maqaam
assalaam ai rahmat-e-rabbul-anaam
assalaam ai sarvar-e-aalii-hasham
assalaam ai mamba-e-juud-o-karam
assalaam ai aasiyo.n ke mehrbaa.n
assalaam ai marham-e-dil-KHastagaa.n
merii ab sun liijiye ye iltijaa
aap ke dar par hai ye saa.el kha.Daa
rahm kun shaahaa.n ba-haal-e-be-kasaa.n
rahm kun ai vaaris-e-faKHr-e-zamaa.n
umr-bhar hotaa rahe mujh ko shahaa
raat-din nazzaara us dargaah kaa
zindagii-bhar ho tire dar pe qayaam
har tiraa 'mahtaab' darbaa.n sub.h-o-shaam
- Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 231)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.