Font by Mehr Nastaliq Web

mamba’-e-haq masdar-e-saadaat ai KHairunnisaa

Bedar Shah Warsi

MORE BYBedar Shah Warsi

    mamba’-e-haq masdar-e-saadaat ai KHairunnisaa

    shaafe’-e-roz-e-jazaa kii shaan-e-rif’at assalaam

    ai dur-e-yaktaa bahaar-e-bostaan-e-mustafaa

    paikar-e-nuur-e-mujassam husn-e-siirat assalaam

    nayyar-e-burj-e-sharaf tuu auj-o-’irfaa.n terii zaat

    ahl-e-bait-e-mustafaa-o-paak-e-’ishrat assalaam

    hai ye mohtaaj-e-karam teraa Gulaamaan-e-Gulaam

    vaa ho bedaar-e-hazii.n pe baab-e-rahmat assalaam

    Source :
    • Book : Aaina-e-Ehsas
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now