salaam qibla-e-haajaat-e-do-jahaa.n par hai

Zainul Aabideen Aarif
MORE BYZainul Aabideen Aarif
salaam qibla-e-haajaat-e-do-jahaa.n par hai
jahaa.n ko sajda ravaa jis ke aastaa.n par hai
jazaa-e-sabr jo mauquuf imtihaa.n par hai
jafaa-o-jaur shahanshaah-e-ins-o-jaa.n par hai
vufuur-e-girya se jaarii hai sar pe chaadar-e-aab
ridaa kahaa.n sar-e-baanuu-e-KHasta-jaa.n par hai
mu.aa huu.n mai.n tire Gam mere muqaabil aa.e
KHizr ko naaz agar 'umr-e-jaavedaa.n par hai

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.