rup parbhaw aur kunj lila - nawrang anang bhari chhawi sau wo murti aankhi gaDi hi rahai
navrañg anañg bharī chhavi sau vo murti āñkhi gaDī hī rahai
batiyā man kī man hī mai rahai ghatiyā ur biich aDī hī rahai
tabhūñ 'raskhāni' sujān alī nlinī dal buuñd paḌī hī rahai
jiai kī nahiñ jānat hau sajnī rajnī añsuan laDī hī rahai
nawrang anang bhari chhawi sau wo murti aankhi gaDi hi rahai
batiya man ki man hi mai rahai ghatiya ur bich aDi hi rahai
tabhun 'raskhani' sujaan ali nlini dal bund paDi hi rahai
jiai ki nahin jaanat hau sajni rajni ansuan laDi hi rahai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.