SEARCH RESULTS
Showing search results for "درد"
SHER MATCHES FOR "درد"
sher
Safi Aurangabadi
sher
vo zaalim hai be-dard saffaak qaatiluse dard-e-dil kaa sunaane se haasil
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
pūchhā maiñ dard se ki batā tū sahī mujheai ḳhānumāñ-ḳharāb hai tere bhī ghar kahīñ
Khwaja Meer Dard
sher
musalsal Gam-o-dard pachhtaa rahaa huu.npashemaaniyo.n kii pashemaaniyaa.n hai.n
Jigar Moradabadi
sher
tumhaaraa dard hai sarmaayaa-e-hayaat miraaKHudaa kare ki ye ho laa-davaa Gariibnavaaz
Kamil Shattari
sher
dard minnat-kash-e-darmaan-e-masiihaa na hu.aateraa ehsaan hai yaarab ki mai.n achchhaa na hu.aa
Muztar Khairabadi
sher
bayaan-e-dard-aagii.n hai kahegaa jaa ke kyaa qaasidhadiis-e-aarzuu merii pareshaa.n daastaa.n merii
Raqim Dehlvi
sher
bayaan-e-dard-aagii.n hai kahegaa jaa ke kyaa qaasidhadiis-e-aarzuu merii pareshaa.n daastaa.n merii
Raqim Dehlvi
sher
Arsh Gayavi
sher
phir dard-e-judā.ī kā jhagḌā na rahe koīham naam tirā le kar mar jaa.eñ to achchhā ho
Fana Bulandshahri
sher
aah-o-fuGaa.n hai shor hai naala hai dard haiGam hai alam hai yaas hai lab per ha.nsii kahaa.n
Banke Lal
sher
ruk ga.e aa.nsuu mire dard-e-jigar kuchh kam hu.aais but-e-siimii.n-badan kaa jab nazaara ho gayaa
Sanjar Ghazipuri
sher
dard-o-Gam aur udaasii ke sivaa kaun aataajin ko bhejaa thaa mire ghar me.n KHudaa ne aa.e