Showing search results for "غضب"
Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches
Gazab hai adaa chashm-e-jaaduu-asar me.nki dil pis gayaa bas nazar hii nazar me.n
piyegii KHuub ai qaatil Gazab kaa ra.ng laa.egiilagaa.ii hai jo meh.ndii piis us ko KHuun-e-bismil me.n
Gazab kii chaal gulshan me.n chalaa hai baaGbaa.n 'mohsin'isii kaa ye natiija hai ki paamaal-e-sa.uubat huu.n
Ghazab me.n jaan hai har-dam duaa kartaa huu.n daavar semohabbat jaaye dil se ye balaa nikle mire ghar se
vo tuur vaalii tirii tajallii Gazab kii garmii dikhaa rahii haivahaa.n to patthar jalaa diye the yahaa.n kaleja jalaa rahii hai
farhaad pe is qadar na thaa zulmmajnuu.n pe na ye Gazab jafaa thii
KHudaa-haafiz hai us gul kii kamar kaaGazab jho.nke chale baad-e-sahar ke
sarv-e-gulshan ho sanober ho ki ho fitna-e-hashrsach to ye hia ki Gazab vo qad-e-baalaa dekhaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books