SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-वफ़ा"
SHER MATCHES FOR "अहल-ए-वफ़ा"
sher
mere arz-e-Gam pe vo kahnaa kisii kaa haa.e haa.eshikva-e-Gam sheva-e-ahl-e-vafaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.nmujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaastehar ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
sher
ahl-e-mahfil ho.n na ho.n dil to mujassam gosh haiqissa-e-Gam raat-bhar 'haamid' sunaate jaa.iye
Hamid Warsi
sher
Kausar Khairabadi
sher
ahl-e-jafaa ne phir na uThaayaa jafaa se haathlazzat-shanaas zulm-o-sitam dekh kar mujhe
Afqar Mohani
sher
gu.ng ho jaa.e.n bas ik aan me.n sab ahl-e-zabaa.nek ummii ko jo tuu ilm kaa masdar kar de
Sattar Warsi
sher
ai Gam mujhe yaa.n ahl-e-ta’ayyush ne hai gheraais bhii.D me.n tu ai mire Gam-KHvaar kahaa.n hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
vaaqif hai.n raaz-e-ishq se ahl-e-chaman ki gulsun kar miraa afsaana-e-Gam muskuraa diyaa
Wali Warsi
sher
ka.abe me.n KHayaal-e-ruKH-e-nekuu-e-alii haiallaah ke ghar me.n nazar suu-e-alii hai
Riyaz Khairabadi
sher
Afqar Mohani
sher
kuduurat-e-dil-e-maashuuq-e-gul-e-'izaar huu.n mai.nhavaa u.Daa na sake jisko vo Gubaar huu.n mai.n
Najeeb Lakhnavi
sher
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
sher
Afqar Mohani
sher
Jigar Moradabadi
sher
kuchh KHabar hai tujh ko ai aasuuda-e-KHvaab-e-lahadshab jo terii yaad me.n ham taa-sahar royaa ka.e