SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-हस्ती"
SHER MATCHES FOR "अहल-ए-हस्ती"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
tujhe ma.aluum kyaa ai KHvaab-e-hastii dekhne vaalevahii hastii hai hastii jo nisaar-e-yaar ho jaa.e
Afqar Mohani
sher
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.nmujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
suurat-e-hastii me.n phir dekhe.nge shakl-e-raftgaa.nab talak aa.iina ham-aaGosh-e-KHaakistar rahaa
Shah Naseer
sher
Kausar Khairabadi
sher
jagā kar ḳhvāb-e-āsā.ish se 'bedār' aah hastī meñadam-āsūdgāñ ko lā ke Daalā hai tabāhī meñ
Meer Muhammad Bedar
sher
Shah Naseer
sher
ahl-e-jafaa ne phir na uThaayaa jafaa se haathlazzat-shanaas-e-zulm-o-sitam dekh kar mujhe
Afqar Mohani
sher
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaastehar ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
sher
ahl-e-mahfil ho.n na ho.n dil to mujassam gosh haiqissa-e-Gam raat-bhar 'haamid' sunaate jaa.iye
Hamid Warsi
sher
Muztar Khairabadi
sher
miT jaa.e apnii hastii-e-mauhuum Gam hai kyaaho dil ko tiraa Gam ko.ii ho ho na ho na ho
Imdad Ali Ulvi
sher
gu.ng ho jaa.e.n bas ik aan me.n sab ahl-e-zabaa.nek ummii ko jo tuu ilm kaa masdar kar de
Sattar Warsi
sher
'siimaab' kii sarmastii aur Gam-kada-e-hastiidiivaana hai diivaana diivaane se kyaa kahiye
Seemab Akbarabadi
sher
ġham-e-duniyā ġham-e-hastī ġham-e-ulfat ġham-e-dilkitne unvān mile haiñ mire afsāne ko
Fana Bulandshahri
sher
abhii tak to Gubaar-aaluud hai aa.iina-e-hastiijo chaahe.n aap to ye aa.iina aa.iina ban jaa.e