SEARCH RESULTS
Showing search results for "आईना-ए-तसव्वुर-ए-फ़र्दा"
SHER MATCHES FOR "आईना-ए-तसव्वुर-ए-फ़र्दा"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
hairat-e-ishq mirī husn kā ā.īna haidekhne vaale kahāñ se haiñ kahāñ tak pahuñche
Hafeez Hoshiarpuri
sher
tumhaaraa aa.iina-e-dil hai kuchh Gubaar-aaluudtum apne aa.iina-e-dil ko taabdaar kaaro
Barq Warsi
sher
aa.iina dikhaayaa to kahaa aa.iina-ruKH neaa.iine ko aa.iina dikhaayaa nahii.n jaataa
Purnam Allahabadi
sher
abhii tak to Gubaar-aaluud hai aa.iina-e-hastiijo chaahe.n aap to ye aa.iina aa.iina ban jaa.e
Sadiq Dehlvi
sher
vaqt-e-aaraa.ish jo kii aa.iina per usne nazarhusn KHud kahne lagaa is se hasii.n dekhaa nahii.n
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
ab apne tasavvur me.n u.Daa phirtaa hai gulshantaqdiir-e-asiirii par parvaaz kahaa.n hai
Sulaiman Warsi
sher
zulfo.n kaa tasavvur salaamo.n kii hai baarishmajbuur Gam-e-ishq kii har shaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
tasavvur me.n vo aa.e.nge to puurii aarzuu hogiivo mere paas ho.nge aur un se guftuguu hogii
Sadiq Dehlvi
sher
'ishq kii aa.iina-daarii jazba-e-kaamil me.n haivo mire dil me.n hai pahle se jo un ke dil me.n hai
Nihad Sandelvi
sher
Sadiq Dehlvi
sher
aa.iina dil kaa un ke muqaabil nahii.n rahaaab ye charaaG raunaq-e-mahfil nahii.n rahaa
Mukhtar Badayuni
sher
masarrate.n bhii hai.n ai 'barq' Gam kaa aa.iinasukuun ko bhii to ham iztiraab kahte hai.n
Barq Warsi
sher
masarrate.n bhii hai.n ai 'barq' Gam kaa aa.iinasukuun ko bhii to ham iztiraab kahte hai.n