SEARCH RESULTS
Showing search results for "आतिश-ए-दोज़ख़"
SHER MATCHES FOR "आतिश-ए-दोज़ख़"
sher
Shah Naseer
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
dekhte the taKHta-e-gul-haa-e-aatish kii bahaarjis tarah yaaro KHaliilullaah payambar aag me.n
Shah Naseer
sher
shaidaa-e-ruu-e-gul na hai shaidaa-e-qad-e-sarvsayyaad ke shikaar hai.n is bostaa.n me.n ham
Khwaja Haidar Ali Aatish
sher
jal hii gayaa firaaq tuu aatish se hijr kiiaa.nkho.n me.n mirii rah na sakaa yaaro intizaar
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
aatish-e-furqat se 'saadiq' aablaa-tan hogaaqabr me.n rakhnaa pas-e-murdan b-aasaanii mujhe
Sadiq Lakhnavi
sher
aatish se gul kii daaG magar 'ishq' khaa.e theaa.ii jo peshvaa tujhe lene ko nau-bahaar
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
Khwaja Haidar Ali Aatish
sher
ka.abe me.n KHayaal-e-ruKH-e-nekuu-e-alii haiallaah ke ghar me.n nazar suu-e-alii hai
Riyaz Khairabadi
sher
Afqar Mohani
sher
kuduurat-e-dil-e-maashuuq-e-gul-e-'izaar huu.n mai.nhavaa u.Daa na sake jisko vo Gubaar huu.n mai.n
Najeeb Lakhnavi
sher
shauKHii-e-ra.ng-e-gul-e-ruKHsaar us per KHatm haiaks se lala-e-yaman hiire kaa bu.ndaa ho gayaa
Barq Lakhnavi
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
sher
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n