Showing search results for "आना-जाना"
Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches
aanaa hai jo bazm-e-jaanaa.n me.n pindaar-e-KHudii ko to.D ke aaai hosh-o-KHirad ke diivaane yaa.n hosh-o-KHirad kaa kaam nahii.n
hamaarii turbat pe tum jo aanaa to saath aGyaar ko na laanaaKHushii ke sadme hame.n na denaa hamaare Gam kii KHushii na karnaa
hare kap.De pahan kar phir na jaanaa yaar gulshan me.nguluu-e-shaaKH-e-gul se KHuun Tapkegaa shahaadat kaa
'zafar' us se chhuuT ke jo jast kii to ye jaanaa ham ne ki vaaqa.iifaqat ek qaid KHudii kii thii na qafas thaa ko.ii na jaal thaa
adab se sar jhukaa kar qaasid us ke ruu-ba-ruu jaanaanihaayat shauq se kahnaa payaam aahista aahista
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books