SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़म-ए-उल्फ़त-ए-जानाँ"
SHER MATCHES FOR "ग़म-ए-उल्फ़त-ए-जानाँ"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
Jigar Moradabadi
sher
Afqar Mohani
sher
ġham-e-jānāñ ko jān-e-jāñ banā le dekh dīvāneġham-e-jānāñ se baḌh kar aur koī ġham nahīñ hotā
Fana Bulandshahri
sher
shāḳh-e-gul hiltī nahīñ ye bulbuloñ ko baaġh meñhaath apne ke ishāre se bulātī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
mirā jī jaltā hai us bulbul-e-bekas kī ġhurbat parki jin ne aasre par gul ke chhoḌā āshiyāñ apnā
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
martā huuñ mīrzā.i-e-gul dekh har saharsūraj ke haath chunarī to pañkhā sabā ke haath
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
agar ye sard-mehrī tuj ko āsā.ish na sikhlātīto kyūñkar āftāb-e-husn kī garmī meñ niind aatī
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
Chaudhary Dallu Ram
sher
ham giraftāroñ ko ab kyā kaam hai gulshan se lekjī nikal jaatā hai jab sunte haiñ aatī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
duniyaa ke har ik Gam se behtar hai Gam-e-jaanaa.nsau sham.a bujhaa kar ham ik sham.a jalaa le.nge