SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ैरत-ए-अहल-ए-चमन"
SHER MATCHES FOR "ग़ैरत-ए-अहल-ए-चमन"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.nmujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
chaman-e-sīna-e-pur-dāġh meñ terā jalvayaar qābil tire gul-gasht ke jannat bhī nahīñ
Aasi Ghazipuri
sher
Kausar Khairabadi
sher
ahl-e-jafaa ne phir na uThaayaa jafaa se haathlazzat-shanaas-e-zulm-o-sitam dekh kar mujhe
Afqar Mohani
sher
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaastehar ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
sher
ahl-e-mahfil ho.n na ho.n dil to mujassam gosh haiqissa-e-Gam raat-bhar 'haamid' sunaate jaa.iye
Hamid Warsi
sher
gu.ng ho jaa.e.n bas ik aan me.n sab ahl-e-zabaa.nek ummii ko jo tuu ilm kaa masdar kar de
Sattar Warsi
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai
Meer Muhammad Bedar
sher
vaaqif hai.n raaz-e-ishq se ahl-e-chaman ki gulsun kar miraa afsaana-e-Gam muskuraa diyaa
Wali Warsi
sher
kab dimaaG itnaa ki kiije jaa ke gul-gasht-e-chamanaur hii gulzaar apne dil ke hai gulshan ke biich
Meer Muhammad Bedar
sher
ai ġham mujhe yaañ ahl-e-ta.ayyush ne hai gherāis bhiiḌ meñ tū ai mire ġham-ḳhvār kahāñ hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
KHizaa.n kaa KHauf thaa jin ko chaman me.nunhii.n phuulo.n ke chehre zard nikle
Purnam Allahabadi
sher
KHizaa.n kaa KHauf thaa jin ko chaman me.nunhii.n phuulo.n ke chehre zard nikle
Purnam Allahabadi
sher
is chaman kii sair me.n ai gul-ezaar'ishq' kii aa.nkho.n me.n tuufaa.n yaa-nasiib
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
is chaman kii sair me.n ai gul-ezaar'ishq' kii aa.nkho.n me.n tuufaa.n yaa-nasiib