SEARCH RESULTS
Showing search results for "जलवा-हा-ए-हुस्न-ए-वहदत"
SHER MATCHES FOR "जलवा-हा-ए-हुस्न-ए-वहदत"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
dekhte the taKHta-e-gul-haa-e-aatish kii bahaarjis tarah yaaro KHaliilullaah payambar aag me.n
Shah Naseer
sher
ik aaftaab-e-vahdat hai jalvaa-baKHsh-e-kasratniklii huvii hai.n galiyaa.n sadhaa tirii galii me.n
Amjad Hyderabadi
sher
ik qatra-e-mai de kar vahdat me.n Duboyaa haisaaqii ne mirii kashtii dariyaa me.n ravaa.n kar dii
Muztar Khairabadi
sher
vo bahr-e-husn shāyad baaġh meñ āvegā ai 'ehsā۔n'ki favvāra ḳhushī se aaj do do gaz uchhaltā hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
chashm-e-haqiiqat-e-aashnaa dekhe jo husn kii kitaabdaftar-e-sad-hadiis-e-raaz har varaq-e-majaaz ho
Bedam Shah Warsi
sher
KHat ke aane se pa.Daa hai shor mulk-e-husn me.ndaan kar suuraj-gahan kahte hai.n ai dilbar lagaa
Shah Naseer
sher
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are taubamiraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
sher
'aarifaa' qaatil jab aayaa teG-e-vahdat haath leqatl ko gardan jhukaa mai.n peshtar hone lagaa
Kishan Singh Arif
sher
hairat-e-ishq mirī husn kā ā.īna haidekhne vaale kahāñ se haiñ kahāñ tak pahuñche
Hafeez Hoshiarpuri
sher
husn-e-asiir-e-rasm hai 'ishq hai iztiraab me.nmumkin kahaa.n sukuu.n mile saamnaa ho hijaab me.n
Nasar Balkhi
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai
Meer Muhammad Bedar
sher
Ibrahim Aajiz
sher
'ishq vahii ta.Dap vahii husn vahii adaa vahiihusn kii ibtidaa vahii 'ishq kii intihaa vahii