SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-अदा"
SHER MATCHES FOR "जान-ए-अदा"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
ham gulshan-e-fitrat se jiine kii adaa le.ngeshaaKHo.n se lachak le.nge kaa.nTo.n se anaa le.nge
Fana Nizami Kanpuri
sher
ham gulshan-e-fitrat se jiine kii adaa le.ngeshaaKHo.n se lachak le.nge kaa.nTo.n se anaa le.nge
Fana Nizami Kanpuri
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
hai har adaa me.n us kii ik jazb-e-kibriyaa.iitasviir se hai zaahir andaaz-e-dil-rubaa.ii
Masood Lakhimpuri
sher
KHud adaa martii hai jis par vo adaa kuchh aur haihai vafaa bhii jis pe sadqe vo jafaa kuchh aur hai
Tasadduq Ali Asad
sher
ġham-e-jānāñ ko jān-e-jāñ banā le dekh dīvāneġham-e-jānāñ se baḌh kar aur koī ġham nahīñ hotā
Fana Bulandshahri
sher
jaan kho baiThegaa apnī ye 'nasiir'-e-KHasta-dilus ke pahluu se ab uTh kar ghar ko kyaa jaate ho tam
Shah Naseer
sher
shāḳh-e-gul hiltī nahīñ ye bulbuloñ ko baaġh meñhaath apne ke ishāre se bulātī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
Aughat Shah Warsi
sher
mirā jī jaltā hai us bulbul-e-bekas kī ġhurbat parki jin ne aasre par gul ke chhoḌā āshiyāñ apnā
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
agar ye sard-mehrī tuj ko āsā.ish na sikhlātīto kyūñkar āftāb-e-husn kī garmī meñ niind aatī
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
martā huuñ mīrzā.i-e-gul dekh har saharsūraj ke haath chunarī to pañkhā sabā ke haath
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
Sadiq Lakhnavi
sher
ham giraftāroñ ko ab kyā kaam hai gulshan se lekjī nikal jaatā hai jab sunte haiñ aatī hai bahār