SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिंस-ए-दिल-ओ-जाँ"
SHER MATCHES FOR "जिंस-ए-दिल-ओ-जाँ"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
kyaa Gam jo TuuuT jaa.en jigar jaa.n kaleja dilper terii chaah kii na tamannaa shikast ho
Sulaiman Shikoh Gardner
sher
ġham-e-jānāñ ko jān-e-jāñ banā le dekh dīvāneġham-e-jānāñ se baḌh kar aur koī ġham nahīñ hotā
Fana Bulandshahri
sher
dil hai vahii dil jis me.n bharaa nuur-e-KHudaa hosar hai vahii jo ka.aba-e-tasliim-o-razaa ho
Ibrahim Aajiz
sher
dil hai vahii dil jis me.n bharaa nuur-e-KHudaa hosar hai vahii jo ka.aba-e-tasliim-o-razaa ho
Ibrahim Aajiz
sher
aashiq-e-jaa.n-nisaar ko KHauf nahii.n hai marg kaaterii taraf se ai sanam jaur-o-jafaa jo ho so ho
Meer Muhammad Bedar
sher
kuchh to kar KHauf-e-KHudaa dil me.n ai zaalim apnedil-e-ushshaaq ko is tarah se barbaad na kar
Banke Lal
sher
mahakne ko gul-e-mohabbat dil me.n hai apnekhaTakne ko hai KHaar-e-hasrat-e-diidaar aa.nkho.n me.n
Kaifi Hyderabadi
sher
Faqeer Qadri
sher
daastaan-e-Gam-e-dil un ko sunaa.ii na ga.iibaat big.Dii thii kuchh aisii ki banaa.ii na ga.ii
Jigar Moradabadi
sher
kuduurat-e-dil-e-maashuuq-e-gul-e-'izaar huu.n mai.nhavaa u.Daa na sake jisko vo Gubaar huu.n mai.n
Najeeb Lakhnavi
sher
‘dard’ ke dil ko banaa maKHzan-e-favvaara-e-nuurmerii taariikii-e-qismat ke ujaale saaqii
Dard Kakorvi
sher
Bedam Shah Warsi
sher
Shah Naseer
sher
vo fasl-e-gul me.n dil ko jalaa kar chale gayeis martaba to aag lagaa dii bahaar ne